Hawayein Lyrics – Arijit Singh| Shahrukh Khan
Hawayein Lyrics is a beautiful Hindi Song from the movie Jab Harry Met Sejal. This song is sung by Arijit Singh. Lyrics of this song is given by Irshad Kamil while music is produced by Pritam Starring Shahrukh Khan and Anushka Sharma.
Singer | Arijit Singh |
Music | Pritam |
Song Writer | Irshad Kamil |
Lyrics
Tujhko main rakh loon wahan
Jahan pe kahin hai mera yakeen,
Main jo tera na hua
Kisika nahi kisika nahi
Le jaye jane kahan
Hawayein hawayein
Le jaye tujhe kahan
Hawayein hawayein,
Begani hai yeh baagi
Hawayein hawayein
Le jaye mujhe kahan
Hawayein hawayein
Le jaye jane kahan
Na mujhko khabar
Na tujhko pata,
O o o Hawaye
Banati hai jo tu
Woh yaadein jane
Sang mere kab tak chale
Inhi mein toh meri
Subah bhi dhale
Shaame dhale mausam dhale,
Khayalon ka shaher
Tu jaane tere
Hone se hi abaad hai
Hawayein haq mein
Wohi hai aate jaate
Jo tera naam le
Deti hai jo sadayein
Hawaye hawaye
Na jane kya bataye
Hawaye hawaye,
Le jaye tujhe kahan
Hawaye hawaye
Le jaye mujhe kahan
Hawaye hawaye
Le jaye jane kahan
Na mujhko khabar
Na tujhko pata,
O o o Hawaye
Chehra kyun milta tera
Yun khwabon se mere
Yeh kya raaz hai,
Kal bhi meri na thi tu
Na hogi tu kal meri aaj hai
Teri hai meri saari
Wafayein, wafayein
Maangi hai tere liye
Duaein duaein,
Le jaye tujhe kahan
Hawayein hawayein
Le jaye mujhe kahan
Hawayein hawayein
Le jaye jane kahan
Hawayein hawayein
Le jaye tujhe kahan
Hawayein hawayein ,
Le jaye jane kahan
Hawayein hawayein
Le jaye mujhe kahan
Hawayein hawayein
Le jaye jane kahan
Hawayein hawayein
Le jaye tujhe kahan
Hawayein hawayein.