Kudi Lyrics – Emiway Bantai ft Swaalina
Kudi Lyrics is a latest song of Emiway Bantai. This song is sung and written by Emiway Bantai while music is produced by Gaurav Grover starring Emiway Bantai and Swaalina.
Singer | Emiway Bantai |
Music | Gaurav Grover |
Song Writer | Emiway Bantai |
Lyrics
Shayad Tere ko Hi Banaya Hai
Upar Wale Ne Mere Liye
Shayad Tere ko Hi Banaya Hai
Upar Wale Ne Mere Liye
Shayad Tere ko Hi Banaya Hai
Upar Wale Ne Mere Liye
Shayad Tere ko Hi Banaya Hai
Upar Wale Ne Mere Liye,
Jaane Kaha Tumhein Tum
Mila Khudse Tha Main Ghum
Ab Tu Chodke Na Ja
Ab Tu Chodke Na Ja
Jaane Kaha Tumhein Tum
Mila Khudse Tha Main Ghum
Ab Tu Chodke Na Ja
Ab Tu Chodke Na Ja,
Jabse Mudi Hai Tu Peeche
Tabse Soya Hun Main Nai
Neendein Lauta De Meri
Khoya Khoya Rehta Tha Baad
Teri Thi Kamm Banjayegi Kya Tu Meri
Ha Banegi Kya
Kudi Pechhe Kayiko Mudi
Jab Se Tujhe Dekha
Tabse Neend Meri Poori
Hori Nai Hai,
Unme Se Chori Nai Hai
Decent Hai Tapori Nai Hai
Recently Main Bhi Notice
Kar Raha Tu Bhi Sori Nai Hai
Kyu
Tere Ko Bhi Aareli Hai Kya Feeling
Pyaar Ka Ha Ab Jake
Samajh Mein Aara Meaning
Heart Mera Streaming Tere Liye
Shayad Tere Ko Hi Banya Hai
Upar Wale Ne Mere Liye,
Pyaar Hua Mere Ko Tere Se Saccha Wala
Tere Se Vibe Milta Mere Ko Kaafi Accha Wala
Jis Cheez Mein Ghussjate
Uss Cheez Mein Jeet Jate
Usi Tarah Pyaar Mein Bhi Machadala
Ek Number
Tera Pyaar Jaise Oneway
Sab Kuchh Hai Saamne
Jo Bhi Hai Manmein
Dil Kare Takeoff
Jaise Koyi Runway
Tu Bhi Kehde Aaj
Jo Chupa Hai Tere Man Mei,
Jaane Kaha Tumhein Tum
Mila Khudse Tha Main Ghum
Ab Tu Chodke Na Ja
Ab Tu Chodke Na Ja
Jaane Kaha Tumhein Tum
Mila Khudse Tha Main Ghum
Ab Tu Chodke Na Ja
Ab Tu Chodke Na Ja,
Jabse Mudi Hai Tu Peeche
Tabse Soya Hun Main Nai
Neendein Lauta De Meri
Khoya Khoya Rehta Tha Baad
Teri Thi Kam Banjayegi Kya Tu Meri
Kudi Peche Kayiko Mudi
Jab Se Tujhe Dekha
Tabse Neend Meri Puri Hori Nai Hai
Unme Se Chori Nai Hai
Decent Hai Tapori Nai Hai
Recently Mei Bhi Notice
Karra Tu Bhi Sori Nai Hai
Kyu,
Tere Ko Bhi Aareli Hai Kya Feeling
Pyaar Ka Ha Ab Jake
Samajh Mein Aara Meaning
Heart Mera Streaming Tere Liye
Shayad Tere Ko Hi Banya Hai Upar
Wale Ne Mere Liye
Shayad Teko Hi Banaya Hai
Upar Wale Ne Mere Liye
Shayad Teko Hi Banaya Hai
Upar Wale Ne Mere Liye
Shayad Teko Hi Banaya Hai
Upar Wale Ne Mere Liye.