Zihaale -E- Miskin Lyrics By Vishal Mishra ft Shreya Ghoshal
Zihaale Miskin is a latest song of Vishal Mishra. This song is sung by Vishal Mishra and Shreya Ghoshal. Lyrics of this song is given by Kunaal Vermaa while music is produced by Javed-Mohsin starring Rohit Zinjurke and Nimrit Kaur Ahluwalia.
Singer | Vishal Mishra & Shreya Ghoshal |
Music | Javed-Mohsin |
Song Writer | Kunaal Vermaa |
Lyrics
Yaad Rakhunga Main Ye
Bewafai Yaar Mere
Sirf Lagi Chahat Mein
Tanhai Hath Mere,
Main Dil Ko Samjha Lunga
Main Dil Ko Samjha Lunga
Tu Khayal Tera Rakhna
Zihaal-E-Muskin Makun Ba-Ranjish
Bahale Hijra Bechara Dil Hai
Sunayi Deti Hai Jiski Dhadkan
Tumhara Dil Ya Hamara Dil Hai
Sunayi Deti Hai Jiski Dhadkan
Tumhara Dil Ya Hamara Dil Hai,
Zihaal-E-Muskin Makun Ba-Ranjish
Bahale Hijra Bechara Dil Hai
Sunayi Deti Hai Jiski Dhadkan
Tumhara Dil Ya Hamara Dil Hai
Sunayi Deti Hai Jiski Dhadkan
Tumhara Dil Ya Hamara Dil Hai
Ho Oo Oo Ho Oo Oo,
Toote Dil Ko Jode Kaise
Ye Batate Jao
Zinda Rehne Ki Bas Humko
Ek Wajah De Jao
Yun Na Fero Humse
Aankhein To Milate Jao
Koi Waada Kar Jao
Koi Dua De Jao,
Mere Liye Thodi Si
Mere Liye Thodi Si
Dil Mein To Jagah Rakhna
Khushi Tumhari Hai Jab Isi Mein
To Hum Bhi Aansu Chupa Hi Lenge
Wajah Jo Poochega Ye Zamana
Koi Bahana Bana Hi Lenge,
Chahe Jo Tu Paye Wo Tu
Ye Meri Fariyaad Hai
Jee Le Chaahe Tum Bin Yaara
Hona To Barbaad Hai
Jab Tak Na Mar Jaye Hum
Us Pal Ka Intezar Hai
Itna Hi Tha Kehna,
Takdeer Mein Tera Mera
Takdeer Mein Tera Mera
Ye Sath Yahin Tak Tha
Sunayi Deti Hai Jiski Dhadkan
Tumhara Dil Ya Hamara Dil Hai
Sunayi Deti Hai Jiski Dhadkan
Tumhara Dil Ya Hamara Dil Hai.